Pizza Banana Sikhiye

Pizza Banana Sikhiye

パッケージ:
com.newappsforall.pizzasikhiye
ダウンロード:
100K
サイズ:
18 MB
Android 要件:
4.1 以上
アップデート:
2019年9月2日
210
最新バージョン:
1.4
年齢:
無料 ダウンロード

Pizza jo kay buhat mazay ki aur lazzat bhari dish hay, is ko sahi tariqay say pakana bhi aik maharat ka kaam hay, aam toar par restaurants se hi isay laya aur khaya jata hay, magar kuch log jo khud banana jantay hain ya banana chahtay hain un kay liye bahir ka khana kisi zaiqay ka malik nahi hota, is app mein janiye tariqay pizza bananay kay, jin ki madad say aap bana saktay hain buhat hi aasan aur mazay daar pizza jo kay aap kay dastarkhwan ki shaan tu banay ga hi, saath hi sath aapko tareef hasil karnay ka moka bhi milay ga, tu intzaar kiye bagair download kijiye hamari ye app aur mazay lijiye.

コメント

類似のアイテム

のアプリ Newappsforall