Khobsurti jo kay insan ko dosron ki nazar main acha muqaam denay mein madadgaar sabit hoti hay. Is par hum buhat waqat aur peisay zaya karnay main zara bhi ihtiyat nahi kartay. Kabhi tu buhat kamiyabi hoti hay magar kabhi kabhi nuqsan ka bhi saamna karna parh jata hay. Kisi party main jana tu tu chehra party makeup ka muhtaaj hota hay.
コメント