Recipes jo kay khanon ki bunyad hain. Agar achi hoon tu koi bhi khana acha bana sakta hay. Chahay usay na bhi pakana aata ho. Just recipes ko follow kar kay acha khana banaya ja sakta hay, aur aaj kal kay doar mein acha khana pakana agar nahi aata tu dosray number le jatay hain. Aur apni izzat mein farak mehsoos honay lagta hay.
コメント